Footwear

Joote-chappal ki dukaan — size matrix aur exchange

Size-rang stock, exchange, MRP tag aur price ke hisaab se GST.

Aapki dukaan ke liye khaas

  • Size matrix

    Kaunsa size khatam, kaunsa pada hai — ek grid mein.

  • Price slab GST

    Pair ki keemat ke hisaab se sahi GST rate.

  • Exchange

    Size badalna ho to exchange do minute mein.

Sawaal

Kya yeh internet ke bina chalta hai?

Haan. Billing, stock, khata aur reports sab phone par chalte hain. Account banaya ho to internet aane par data apne aap sync ho jaata hai.

Kaunsi bhashaon mein chalta hai?

Hinglish default hai. Saath mein English, Hindi, Bengali, Gujarati, Kannada, Malayalam, Marathi, Odia, Punjabi, Tamil, Telugu aur Urdu.

Bolkar bill kaise banta hai?

Mic dabao aur items bolo, jaise "do Crocin aur ek Dolo". App aapke stock mein item dhoondhta hai, bill dikhata hai, aur aap check karke save karte ho.

Kaunsi dukaanon ke liye hai?

Pharmacy, kirana, kapde, jewellery, footwear, electronics aur mobile, IT aur computer, home aur furniture, hardware, automotive, aur food/bakery.

Kya GST bill banta hai?

Haan. GSTIN set ho to tax invoice banta hai, nahi to Bill of Supply. GST reports bhi app mein milti hain.